Instrumentov
Ensembles
Genres
Skladateljev
Izvajalci

Besedila: Atif Aslam. Le Ja Tu Mujhe.

Hoon khudi se laapata

Hoon khudi se laapata
Cheekhti meri khaamoshian yahan bekhwaab se khwaab hain
Khwaabon mein mere kurdure sannato mein
Kahin toh qaid meri aahatein hain
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, apne jahan mein
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja
Oo ab dabi dabi awaaz hai
Khoye sabi alfaaz hain
Naaraz kyun saaz hai gaanon se mere
Chubh rahi hain woh shikaayatein
Shikaayatein na jaane kyun apni chaahatein
Beshaakh tha iss dard se, ab le ja chudha ke
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, apne jahan mein

Le ja tu mujhe, kar ke reha tu
Le ja ab le ja, tu le ja mujhe le ja

Pal, toota toota hai, bheega bheega hai, khwaabon ka nishaan
Oo mann rootha rootha hai, ab akela hai yaadon ka jahaan
Ho anjaane, logon ki, duniya se, le ja
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, toh apne jahaan mein
Le ja tu mujhe, khule aasman mein
Le ja tu mujhe, le ja meri jaan
Le ja tu mujhe, apne jahaan mein
Le ja tu mujhe, le ja tu mujhe
Le ja tu mujhe, kar ke reha tu le ja
Khule aasman mein, apne jahaan mein
Kar ke reha tu le ja, le ja, le ja